Quran vaastav mein wah antim Ishwariya granth hai jise Allaah ne maanav jaati ke liye maarg-darshan ke liye avtarit kiya hai. Quran Ish-waani hai, yah kisi manushya ki rachna ya kisi kavi ka kaavya kadapi nahi hai. Quran ke Ish-waani hone ke kaaran usmein anupam swar-saundarya hi nahi bhav-saundarya ka bhi samaavesh ho gaya hai. Gyaan aur Satya ki jo gehraaiyan Quran mein paayee jaati hain ve swabhaavik hi hain. Quran manushya ke maarg-darshan ke liye utra hai, wah bataata hai ki Allaah ne manushya ko shresht-ta pradaan ki hai. Jagat ki sabhi cheezein maanav ki seva mein rat hai. Surya ho ya Chandrama ya Pruthvi sabhi manushya ke liye kaaryarat hain.
Sale!
Hindi Translation Quran: Kanzul Iman
Original price was: ₹699.00.₹490.00Current price is: ₹490.00.
Quran vaastav mein wah antim Ishwariya granth hai jise Allaah ne maanav jaati ke liye maarg-darshan ke liye avtarit kiya hai. Quran Ish-waani hai, yah kisi manushya ki rachna ya kisi kavi ka kaavya kadapi nahi hai. Quran ke Ish-waani hone ke kaaran usmein anupam swar-saundarya hi nahi bhav-saundarya ka bhi samaavesh ho gaya hai. Gyaan aur Satya ki jo gehraaiyan Quran mein paayee jaati hain ve swabhaavik hi hain. Quran manushya ke maarg-darshan ke liye utra hai, wah bataata hai ki Allaah ne manushya ko shresht-ta pradaan ki hai. Jagat ki sabhi cheezein maanav ki seva mein rat hai. Surya ho ya Chandrama ya Pruthvi sabhi manushya ke liye kaaryarat hain.
Out of stock




Reviews
There are no reviews yet.